Hello Friends Aap sabka mere website par swagat hai aaj mai aap logo ko bataunga ki facebook Par Fake Girl Id Ka Pata Kaise Lagate Hai. Facebook
ek aisa social network hai jaha par roz thousonds of new ids banti
hai.Jinme se kuch real hoti hai toh kuch fake hoti hai.Real ID toh real
hoti hai jo kisi ko nuksaan nahi pahochati or nahi koi illegal activitys
karti hai.Lekin jo fake id hoti hai usse kisi na kisi bure maksad ya
mazaak ke liye banaya jata hai.Jo Ham jaise insaano me se hi koi banata
hai.
Aaj har kisi ke paas facebook par 5-6 Account hote hai jisme se 3-4 toh fake hi hote hai.Shayad aap log jante nahi ho par facebook par is tarah fake id banane par aap facebook ki terms and conditions policy ko todte hai or aisa karne par facebook aapko dand (jurmana) ya saza bhi karva sakta hai.
Agar Aap fake id se kisi ka nuksaan karte hai ya kisi ko pareshan karte hai Or voh banda aapke khilaaf complaint kare toh aap jail ke dhake bhi kha sakte hai.Isliye please dosto agar aisa aap kar rahe hai ya koi bhi kar raha hai toh usse samjha dena ya fir yeh post padhne ko keh dena.
Ab ham jante hai ki fake id se kaise bachte hai.Kis tarah pata lagaya ja sakta hai ki facebook id fake hai ya real.Yaha par ham kuch points share karte hai Jise jaan kar or thoda bahut apna dimaag laga kar aap aasani se fake id ka pata laga sakte hai.

Facebook Account Fake Hai Ya Real Kaise Jane
Dosto
ek baat clearly samajh lijiye ki mostly fake ids boys hi create karte
hai jo Girl ke naam par bani hui hoti hai yani ki female ID.Aise me kahi
sare ladke bewkoof ban jate hai or kabhi Recharge karvate hai toh kabhi
Uski photos par likes,comments Or sharing karte hai.Aisi pagal bhari
harkato se bachne ke liye or apna time Fake id se bachane ke liye mai
yaha kuch tips share kar raha hu jise aapko perfectly pata chal jayega
ki Fake id ka pata kaise lagate hai.
1.Profile Picture :
- Aapki facebook id hai kya aapne kabhi usme 1 hi photo mahino tak lagaya hai Voh bhi internet image ya koi celebrity ki image wala.Nahi na,Toh bilkul issi tarah Fake id banane wala kabhi bhi apni real picture upload nai karega Or 1 hi pic laga ke rakhega Voh bhi kisi actress,celebrity ki ya Fir koi Cute girl internet image ho sakti hai.
2.Timeline Overview :
- Jis tarah hamari timeline day to day update hoti rehti hai us tarah fake id me nahi hota.Voh bahut zyada active nai rehta Or updates bhi kam hote hai.Isliye us id ko ki puri timeline check kare.Agar us id par gande comments,adult photos ya faltu ke status hai toh voh id 99% fake ho sakti hai.
3.Check Friend List :
- Agar uske 3-4 hazaar friends ho or Har pics and status par hazaro likes ho toh samajh lijiyega ki yeh fake ho sakti hai Kyu ki koi bhi ladki internet par itne sare anjaan logo se dosti karna nahi chahegi.
4.Check Page Likes :
- Yeh bhi check kar lijiye ki us id ne kon kon se pages ko like kar ke rakhe hai.Agar voh girl ki id hai or usne porn pages ya koi bhi ghatiya pages like kar rakhe hai toh yeh id fake hi hai.
5.Contact Info :
- About me contact Info aata hai.Vaha par jis email id se hamne account banaya hai voh show hota hai.Agar facebook id ke naam se yeh email id match na ho toh bhi 75% yeh id fake ho sakti hai.
6.Best Trick To Know Fake ID :
- Maine aapko detail me samjhane ke liye facebook par aise hi shardha kapoor search kiya tha.Toh mujhe result me lot of shradha kapoor ki ids show hui.Jo sabhi fake hi thi Lekin yaha par trick samjhane ke liye maine ek id open ki jiska screenshot aap niche dekh sakte hai.
- So start karte hai.Sab se pehle Profile picture ko open kare fir apne laptop tuchpad me Right click kare Or ab aapko kuch options how hoge Usme se Search Google For Image par click kare.(Yeh Trick sirf Google Chrome Browser me ho work karegi.)
- Click karne ke baad New Tab open hoga jisme google aapko Image kiski hai Or Uske internet par kitne photos hai voh sab show kar dega.
Yeh
6 Tips har kisi ke liye helpful hai.Or na jane kitne log aisi fake id
se roz bewkoof bante hoge.So apne dosto ko fake id se bachane ke liye
yeh post share zarur kare.
MUST READ THIS ARTICLE
Unlimited Gmail Id Kaise Banate Hai.
True Balance App Se Paise Kaise Kamaye
Ek Mobile Me Do WhatsApp Kaise Chalaye New Hindi Trick
1 comments:
Click here for commentsNice..
COMMENT HERE ConversionConversion EmoticonEmoticon