Agar aapko apne naam ki ringtone banani hai, to aap sahi jagah par hai.
Mere Naam Ki Ringtone Kaise Banaye ? Naam ki ringtone download kaise kare? naam ringtone best software/app kaun sa hai?aaj mai aapke inn sare sawaal ka sahi aur best jawaab dene wala hu.
Isase aap bahut hi easily apne naam ka ring tone bana sakte hai.
# (1.) अपने नाम का रिंगटोन बनाने के लिए सबसे बढ़िया वेबसाइट
Best Website To make Download Name Ring Tone-
Inn dono me se kisi website par jaker aap apne naam ka ring tone banaker usko download kar sakte hai.
1. FreeDownloadMobileRingtones.com
2. yournameringtone.com
aap apna naam ko search karo aur uss par click karke aap apne naam ki Ringtone aasani se banaker Download kar sakte ho.
(2.) एंड्राइड App से अपने नाम का रिंग टोन कैसे बनाये-
Best Android Mobile App To Make Name Ring Tone :- My Name Ringtone Maker
aapko isme sirf ringtone text ko type karna hai. fir play button par click karke ring tone sun sakte hai.
aap jo bhi text type karenge to female voice me convert ho jayega.
jisko aap Save it as ring tone button par click karke save kar sakte hai.
aap speech ke speed ko adjust bhi kar sakte hai. iske liye page ke top par setting button par click kijiye.
setting me speech ke speed ke liye 3 options milenge.
(i) Slow
(ii) Normal
(iii) Fast
apne pasand ka aap koi bhi speed choose kar sakte hai.
Caller Ke Naam Ka Ring Tone Kaise Banaye ?
Jo aapko call (phone) kar rha hai uske naam ka ringtone banane ke liye Caller name ring tone app ka use kar sakte hai.
Google play store se Caller Name Ringtone app ko download kar lijiye.
yeh aisa tool/ mobile app hai jisase jo bhi caller phone or sms karega uska naam hi aapke phone ka ringtone ban jayega.Agar uska naam aapke contact list me save nhi hai to ringtone me uska number aapko sunai dega.
Iske alawa iss android mobile app me kai aur feature hai, jo iss app ko aur jyada useful banata hai.
...Mujhe Ummid hai ki iss jankari se aap apne naam ka ring tone jarur bana payenge.
COMMENT HERE ConversionConversion EmoticonEmoticon