Android App Ko Google Play Store Par Kaise Upload Kare Hindi Trick

Hello friends ye mera blog hai mai yaha par aap logo ko nayi nayi jankari deta rahta hu..
Dosto mujhe whatsapp ya email par bahut se messages aate hai ki sir mai apna bnaya hua app google playstore par kaise upload karu mai unse bol deta tha ki bus kuch din me mai is par ek post likhne wala hu to ab intjar khatam hua yaha par mai aapko ye batana wala hu ki hum apna bnaya hua app playstore par kaise upload kare dosto maine se post apne blog par dale hai lekin aaj mai aapko kuch naya sikhane wala hu jiski madad se aap apna khud ka bnaya hua app google playstore par upload kar sakte hai to agar aap apna bnaya hua apps ko google playstore par upload karna chahte hai to mere steps ko follow kare How To Upload An Android App To The Google Playstore In Hindi



upload-apps-in-playstore

sabse pehle mai aapko ye bata du ki playstore par apna bnaya hua app publish karne ke liye aapko paise pay karne padenge iske liye aapko kam se kam $25 lagega tabhi aap apna bnaya hua app playstore par upload kar sakte hai to chaliye ab jante hai step by step


How To Upload An Android App To Google Playstore

Step 1: Playstore par apna application ya game upload karne ke liye Google play developer console me login kare isme aapko $25 lagega first time account create karne ke liye


Step 2: Account create karne ke baad aap paise pay karke login kare


Step 3: ab phir aapko Adding a new application par click karna hai

Step 4: uske baad aapke samne ek dialog box open hoga jisme aapko languages aur app ke naam dene hote hai phir initiating apk upload Than


Step 5: iske baad aap upload-your-first-apk-to-production par jana hai uske baad aap apna apk file select kare aur upload kare

Step 6: ab aapke samne successfully ka message aaja yega uske baad aap apna app ka description dal de jo playstore me show hoga

Step 7: aap chahe to screenshot bhi upload kar sakte hai iske baad screenshot upload karne ka option aajayega aap screenshot jarur dale uske baad phir icon dalne ko puchega icon dalde phir uske full details fill karde


Step 8: uske baad aap pricing and distribution par click karke paid ya free de sakte hai

iska matlab ye ki aap apna app free me kisi ko dena chahte hai ya usko paid app bnana chahte hai uske baad save buttom par click karde distribution country

ab last me publishing your app par click karde aapka app kuch hours me playstore par publish hoja yega

Read more:
Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Unknown
admin
31 January 2017 at 02:21 ×

Enter your comment...play store kaha se pause dega apna app ka.Aur ham kaise apna payment receive kare

Congrats bro Unknown you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar

COMMENT HERE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment