computer ya
laptop me video wallpaper lagana bahut aasan hai aaj mai aapko ye hi
bataunga ki hum apne computer me live wallpaper ya screen saver
wallpaper kaise set karte hai Dosto aapne bahut se tricks internet par
sikhte honge lekin mai aapko bata du ki mere site ka tricks dusre site
se jara hatke hota hai agar aap log daily kuch na kuch naya tricks
computer internet ya android mobile se related sikhna chahte hai to aap
mere site ko visit karte hai
mai yaha
par aapko live screensaver ko computer me set karne ke bare me bata raha
hu ye aapne abhi tak android mobile me hi dekha hoga lekin maine iska
bhi solution nikal diya ki computer ya laptop me video walpaper kaise
set karte hai chaliye jante hai kaise
PC Laptop Ya Computer Me Video Wallpaper Kaise Set Kare
Agar Aap
apne computer ya laptop par video wallpaper ya screensaver set karna
chahte hai to sabse pehle aapko VLc Player Download Karna Hoga tabhi aap
apne computer desttop par live wallpaper ka maja le sakte hai
- Sabse Pehle Aapko VLC Player Open Kare
- Ab Aapko Tool Par Click Kare Phir Preferences Par Click Kare
- Uske Bad Aapko Video Tab Par Click Karna Hai Uske Bad Aap Mein Directx Video Output Select Karke Save Par Click Kare
- Ab Aap Jo Video Desktop par lagana chahte hai usko aap vlc me play kare uske bad aap video tab par click karke set wallpaper par click karde uske bad aap vlc player ko minimize karde bas ho gaya wo video aapke computer ya desktop par set ho jayega
To dosto
ummid karta hu ye post aapko jarur pasand aaya hoga aur agar aapko par
problem aati hai to aap turant comment karke puch sakte hai agar aap
chahe to computer se related aur bhi koi tricks puch sakte hai
Read More>>
COMMENT HERE ConversionConversion EmoticonEmoticon